Is Dard-a-dil Ka Aashiyana Yahi Rehne Do.
Toote Dil Ki Peed Mujhe Sehne Do.
Ho Rahi Hai Taqleef Mujhe Jeene Me.
Kisi Ke Liye Nikle In Aashuon Ko Aaj Behne Do.
Kitna pyar hai tumse ye jaan lo.
Tumhi zindagi ho meri,
Is baat ko maan lo,
Tumhe dene ko mere pass
Kuch v nhi.
Bas ek jaan hai,
Jab cahe maang lo.
Hum Yaad rhe to thik warna bhula dena,
Yuhi ho koi khata hum se to saza dena,
Waise to hum hai khali kaagaz ki tarah,
Likha jaye to thik warna jala dena
Chand taro ko uttar lene ki himat hoti,
Duniya pr hukumat karne ki kismat hoti,
Ham naaj Karte apni takdir pr,
Agar hamari mobile me apki tasveer hoti.
Har roj unki yaado me khota hoon main,
Unki tasir ankho me lakar sota hoon main,
Bheeg na jaye tasvir ankho ke aansuo se,
Isliye ankho se nhi dil se rota hoon main.
Ajnbi rhena pr kisi ka intejar mt krna,
Kisi k pyar k liye khud ko bekrar mt krna
acha sathi mil jaye to haath tham lena,
pr dikhave k liye kisise pyar mt krna
Umki " Bewafi" par bhi,
Fida Hoti hai jaan meri....
Aye Khuda,.................
Jaane "Agar Unhone
Wafa Kiya hota to kya hota.
Toot gaya dil par armaan wahi hai,
Door rehte hai phir bhi pyar wohi hai,
Jante hai ki mil nhi sakte,
Magar in ankho me intezar wohi hai